Hatyara Armaan Saare armaan simat ke rah gaye Kuch kwab the bikhar se gaye Ab naye kwab dekhta hun dar dar ke Purane bahut chubhte hai rah rah ke Kuch toh kami hogi mere mein Apni mohabbat se tarashne chala tha Par nirasha hi hath lagi kismat mein Ab toh agar koi dastak bhi de Mere tute kwabo ko dekh ke Mujhe pukarna bhi chor de Bikhre Kwab agar sach aaj hote Darwaja nahi hota hum ghar ke bahar hote Na dastak hoti Na hum paresan rahte Aaj bhi umeed thi armaan baki the Maan ke kisi gali kuche mein chhupe the Par na jane kal kya hoga Ye chota sa bacha khucha Armaan hi mera hatyara hoga .... Manah हत्यारा अरमान सारे अरमान सिमट के रह गए| कुछ ख्वाब थे बिखर से गए| अब नए ख्वाब देखता हूँ, डर डर के| पुराने बहुत चुभते है, रह रह के| कुछ तो कमी होगी मेरे में, अपनी मोहब्बत से तराशने चला था,...